PDA

View Full Version : ALLAH kay Nazdeeq Mah-e-Zil-Hajj ki IBADAT ki Fazilat



bakraeid
10-23-2012, 08:36 PM
6655



ALLAH kay Nazdeeq Mah-e-Zil-Hajj ki IBADAT



Nabi SalLalLahu Alaihe Wasallam nay farmaya ALLAH kay nazdeeq mah e Zil-Hajja kay pehlay das dinon ki ibadat tamam dinon ki ibadat say ziada pasandida hai, in dinon main aik din ka roza poray saal kay rozon kay barabar hai aur aik raat ka qiyam shab-e-qadar main qiyam kay barabar hai