Kisi ko kuch nahee'n hota...
Phool bhi mehektay hai'n..

.
Rang bhi damaktay hai'n...
Sorraj bhi nikalta hay...

Taaray bhi chamaktay hai'n...
Laikin han itna zaroor hota hay...

Ik tumhare rooth jaanay say...
Koi jeena bhool jaata hay..




koi hansna bhool jata hai