10 Muharram Yom-e-Aashoorah Roza Ki ahmiyat and Fazilat

Sponsored Links

Isi din (yani Youm-e-Ashur) Aasman se pehli barish huyi, yeh hai Youm-e-Ashur ki azmat o fazeelat. Sarkar do aalam (S.A) ne farmaya jo shakhs is din apna dastar khuan wasi karta hai farakh dili se Allah Tala pura saal is ke rizq mein kushadgi fermata hai.