View more random threads:
- Chand Muharram ka Nazar Aa gaya Bas Gayi Karb-o Bala
- 9 - 10 Muharram-ul-Haram 'A! Momina ya hussain ka kasrat se...
- Naya islmai saal mubarak ho
- 10 Muharram k Din Hazrat Adam A.S ki Tauba qubool hui thi
- 10 Muharram ul Haram ko Ghusl kareto tamam sal
- Hazrat Umar (R.T.A) Ney Farmaya Jo Shakhs
- Momin ki har sada ko taira intezar hay eman ki
- Mar Ja Furaat Apney hi Paani men Doob kar Pyasa Chala
- Wafa ko naaz hai jis par usay Abbas(AS) kehte hein Lagay
- Kia Jalwa Karbala Mein Dikhaya Hussain Ne November 2014
Wohi pyaas hai wohi dasht hai wohi gharaana hai
Mashkeezey se teer ka rishta bahut puraana hai !!!
Sub'ah sawerey ran paRHna hai aur ghamsaan ka ran !
RaatoN raat chala jaa'ey jis jis ko jaana hai !!
Aik charaGH aur aik Kitaab aur aik umeed asaasa
Uus ke baad to jo kuch hai wo sab afsaana hai !!
Sponsored Links
Darya par qabza tha jis ka uus ki pyaas azaab
Jis ki dhaaleN chamak rahiN thiiN wohi nishaana hai !!
Kaasa-e-Shaam mein suraj ka sar aur aawaz-e-AzaaN
Aur aawaz-e-AzaaN kehti hai far'z nibhaana hai !
There are currently 1 users browsing this thread. (0 members and 1 guests)