General knowledge of worldwide Question 2014

1.Sub se ziada chai paida krne wala mulk india hai.

2.Sub se bara islamic mulk kazakistan hy jes ki area 2717300 sqare km hy.

3.sub se chota mulk vatican city hy jes ka area 108 acre hy.

4.Sub se ziad abadi wala mulk china hy. 1990 k mardum shomari k motabik china ki abadi 1 arab 13 crore aur 3 lak hy.

Sponsored Links

5.Sub se ziada abadi wala islamic mulk indonesia hy.

6.Maunt avrest sar krney wala sub se pehla shakhs newziland k edmund hillary hai jo 29 may 1953 ko choti pr pahonche.

7.Chand pr sub se pehla kadam america k niel armasrong ne rakha jo 31 july 1969 ko chand pr pahonche.

8.Duniya ka sub se lamba dam
the yacyreta-Apipe dam
hy jes ki lambayi 72 km hy.

9.Sub se bara janaza india k reyasat madras k wazir e aala CN Andoraye ka tha jo 3 feb 1963 ko howa aur jes mey takreeban 1 crore 50 lak afrad ne sherkat ki.

10.Sub se ziada sorma paida krne wala mulk south africa hy. 2nd no pe china aur 3rd no pe russia hy.